And the Blog Begins…!

Vipul K. Thakkar

Satsang, Spirituality, Bhajans, Prayers & Thoughts

જલી જાતી છો ને જીવન ધૂપસળી, મ્હેકતી મ્હેકતી આ..!

સળગી સુગંધ આપે ધુપસળી જેમ, મહેક પ્રસરાવ જગમાં એમ,
ધૂપસળીની જેમ જાતે જલીને જગતને સુવાસ આપતા શીખો..!

This is the first post on my new blog. Subscribe below to get notified when I post new updates.

Chhoti Chhoti Gaiya

Chhoṭī chhoṭī gaiyā, chhoṭe chhoṭe gvāl,

Chhoṭo so mero Madangopāl…

Āge āge gaiyā, pīchhe pīchhe gvāl,

Bīchme mero Madangopāl. 1

Kārī kārī gaiyā, gore gore gvāl,

Shyām varaṇ mero Madangopāl. 2

Ghās khāve gaiyā, dūdh pīve gvāl,

Makhkhan khāve mero Madangopāl. 3

Chhoṭī chhoṭī lakuṭī, chhoṭe chhoṭe hāth,

Bansī bajāve, mero Madangopāl. 4

Chhoṭī chhoṭī sakhiyā, madhuvan bāg,

Rās rachāve mero Madangopāl. 5

Chhoṭī chhoṭī gaiyā, chhoṭe chhoṭe gvāl,

Chhoṭo so mero Madangopāl…

*-*-*-*